woh hai ishq

jis rishtey ka koi naam na ho
woh hai ishq
jis mein duniya ka koi kaam na ho
woh hai ishq
jis mein daulat ka koi daam na ho
woh hai ishq
jis mein umr ki koi shaam na ho
woh hai ishq
ruswai se jise khauf na ho
woh hai ishq
jisme mehboob ke siva jaam na ho
woh hai ishq

0 comments: